Manzil Un Hi Ko Milti Hai Jin K Sapno Mein Jan Hoti Hai
Paron Se Kuch Nahi Hota Hoslon Se Uraan Hoti Hai.
Re: manzil
good one ![]()
Re: manzil
app ki is baat par bharosa karty howay.........meray saray kabootar uR gaye
Re: manzil
app ki is baat par bharosa karty howay.........meray saray kabootar uR gaye
hosle wale kabootar the shayad
Re: manzil
hosle wale kabootar the shayad
hmm tabhi uR gaye....warna mein hamesha unhein ghoslay walay samajhta tha