~*~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~*~

*Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai
Waapis mujhe ghar laut ke jaana bhi nahe hai

Marne ki koi raah nikaali nahe jaati
Jeenay ke leye koi bahaana bhi nahe hai

Mein ne hi sikhaaya thaa ussay teer chalaana
Ab mere siwa koi nishaana bhi nahe hai

Yeh shehar ganeemat hai kahaan jaoge ‘Rahi’
Woh log nahe hain woh zamaana bhi nahe hai …

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

nice :k:

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

Zahay-naseeb, shukriya ... !

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

Mein ne hi sikhaaya thaa ussay teer chalaana
Ab mere siwa koi nishaana bhi nahe hai

:k:

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

Nice1 :k:

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

jawan nahin ap ka kiya kehna ..............!

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

Bahut shukriya UZ, Shab aur Lamhay ...

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

Achi ghazal hey Arif :):k: … thanx for sharing :slight_smile:

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

Acha, we got ya buddy....:D ... Arif, we got the mastermind ... pharr lao ennu :D

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

Well, in se koi shikwa nahe, yeh tau meri rehbar hain zindagi ke peech-o-khum ki ...

Re: ~~ Manzil na rahi koi thikaana bhi nahe hai ~~

*Mein ne hi sikhaaya thaa ussay teer chalaana
Ab mere siwa koi nishaana bhi nahe hai

Nyc yr
*