mani badal gaye

wo kia taghyurat k sanchay main dhal gaye
hum bhe kuch aur ho gay hum bhe badal gaye

lafz e wafa say ab wo ta’sur na kr qabool
is aam feham lafz k mani badal gaye

Re: mani badal gaye

Kya baat kahi hai :lajawab:

Re: mani badal gaye

Nice

Re: mani badal gaye

lafz e wafa say ab wo ta’sur na kr qabool
is aam feham lafz k mani badal gaye

:k:

Mujhse tu poochne aaya hai wafa ki maani
ye teri sada dili maar hi na dale mujhko

Re: mani badal gaye

^:k: