tum sab mujhay bhool gaye ho.
bas 2 hi banday aisay hain jo mujhay yaad rakhay huay hain aur un sey baat cheet rahtee hai, aur baqi sab uffo..![]()
naam lay loon tou phir pata chalay kah kis kis ko bola hai…![]()
naam loon kya? ![]()
tum sab mujhay bhool gaye ho.
bas 2 hi banday aisay hain jo mujhay yaad rakhay huay hain aur un sey baat cheet rahtee hai, aur baqi sab uffo..![]()
naam lay loon tou phir pata chalay kah kis kis ko bola hai…![]()
naam loon kya? ![]()
Re: manhoos logon
^haan lo na.. who is afraid ![]()
Re: manhoos logon
soch lo ![]()
Re: manhoos logon
ayeen!! ye kon hai???
Re: manhoos logon
haan lo cause i just email u 2 days ago ![]()
Re: manhoos logon
KK uncle ziadah baniyah nahi..acha…aap achi tarha jaantay hain kah kon hai ![]()
Re: manhoos logon
thinking han naam suna suna lagta hai! Nimmi kai saath aate thee shaid… :halo:
PS: welcome back… where hav you been?
Re: manhoos logon
yeh lo naam
dada abba
AQ
Attia
Kaun
Confused Gadha
Kamran Khan
Janwar
Dracko
Sandleen
Umer
aur jo jo iss thread main dhamkay ga woh woh ![]()
Re: manhoos logon
Attia ![]()
ohay larki didnt i email u 2 days ago asking about naseeb website ![]()
Re: manhoos logon
m i one of those 2 ppl ? ![]()
![]()
Re: manhoos logon
Eik To Main Hoon Aur Doosra Koon Hai ![]()
Re: manhoos logon
Isn’t it the other way around
?
Re: manhoos logon
![]()
Re: manhoos logon
who is Dada Abbaa and why is he on top ? :-p
well main khud Dada abba ka pata poochta hoon dossron say, agar wo milay to mujhay bhi b.ata dania, main nay un say puraana udhaar chukana hay ;-)
Re: manhoos logon
Oye Dania tussi kinu manhoos bulandey pey?
And no i did not forget you ![]()
Re: manhoos logon
Nilu ki bachii…acha jab thread kholi tou yaad aagayee aur jhat sey bol dia kah u didnt forget me ![]()
Dada Abbaa udhaar tou mujhay bhi barson purana chukana hai, zara aap kay haath lagain na tou mujhay zaroor bataiyah ga…main nay pahlay sey bailan aur danday jama kar rakhay huay hain ![]()
JonyBr yes ![]()
Anwaar Qureshi kya matlab? ![]()
JB ![]()
Sunny Boy tum tou apni baat choro..
Attia takia..tum nay bass kaam ki email ki thee uskay baad tou gayab hi hogayeen theen
Re: manhoos logon
haan haan kar do badnaam ![]()
Re: manhoos logon
main to nahin bhoola na so yeh thread mere liye nahin ![]()
Re: manhoos logon
what did i do ?
why is my name in ur list ??
Re: manhoos logon
humein kis ne yaad farmayah?
![]()