LP
1
Tumhein jo besabab mujh se khafa hone ki aadat hai,
Ye aagaz-e-judai hai k andaz-e-mohabbat hai,
Wafa k rung mai dekho jafa achhi nahi hoti,
…
Kisi se pyar ma itni ana achi nahi hoti,
Faqat kehnae ki batein hain,
nibhata kon hai kisko?
Chalo ab daikh letein hain,
Manata kon hai kis ko
Re: Manata kon hai kis ko
better is ye wait karne ki bajae dekho kon manata hai, khud hi pehl karlo
LP
3
Re: Manata kon hai kis ko
Ana kahan jayegi 
Re: Manata kon hai kis ko
Muhabbat aur Ana ek sath :nono:
LP
5
Re: Manata kon hai kis ko
But buraye kya hai:emmy:
Re: Manata kon hai kis ko
Burai wohi hai jo ek hi muhalle main MQM aur ANP ke hone se hoti hai
LP
7
Re: Manata kon hai kis ko
Politics 
Re: Manata kon hai kis ko
Muhabbat aur siasat main sab jaiz hai
Re: Manata kon hai kis ko
**Kisi se pyar ma itni ana achi nahi hoti,
**
LP
10
Re: Manata kon hai kis ko
@muqawwe hur cheez mai sub jaaiz hai phir:emmy:@mrayyazzee haan tou wo aa ke mana ley:snooty:
Re: Manata kon hai kis ko
Nice Sharing…
Kon aa k mana ly…??