Man is a...

Re: Man is a…

O’hoo tou iss main paray-shaani ki kiya baat hey… Aataa geela ho gaya hey tou Gul-Gulay banwa lou… Aik din Para’thoun kay bagahair nahi reh saktay kiya :bummer:

Taa’oo, sub khair tou hey na ??

:smokin:

Re: Man is a…

taaza taaza itlaah hai kai uncle jee ki bailanai sai izzat hooi hai aur abb woh rommal lai kai apnai maathai pai rakh rahai hain…aur daisy madam unn ki goodh mai baith kai unn ko tasalli dai rahi hai:cb:

Re: Man is a…

moolko quom ka dard bhi tu apna dard hi hota hai na :snooty:

aur aap kyon AQ ka itna saath day rahey hai - abhi udhar baqi hai kiya :hoonh:

Re: Man is a…

uss kay paas mairay kuch ehm raaz hain :hayaa:
Majboori hay :bummer:

:chai:

Re: Man is a…

Yaar apnay Kalloo Mistry kay paas chalay jaoo, Mufler ho ya Dhoolki… sub kay krack shrack aisay weld karay ga kay saari hawaa hi bund ho jaey gi :cb:

:jhanda:

Re: Man is a…

:stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue:

Re: Man is a…

yar sari hawa band nahi karni :blush:
Problem ho sakti hay :phati:

:chai:

Re: Man is a…

kyon us nay aapko maar khaatey daikh liya thaaaw :smiley:

Re: Man is a…

Idhar kallo mistry nahi hota :frowning:
Mr. Kallis hota hay :grumpy:
aur uss ka meter Dollar main chalta hay :hayaa:

:chai:

Re: Man is a...


jawaan logoN kee har baat buDhoN ko naheeN bataai jaati:p

Re: Man is a…

again, jo kehta hai, khud hi hota hai
budhay kahin k :snooty:

Re: Man is a…

Ama kama’ee bhi tou aap $$$ main kar rahay ho… :expressionless:

Re: Man is a…

abay tu Mr. Kallis kay liyaay thooRi kar raha hoon :hoonh:
Maira bhi apna kharchaa hay - Chai, Pani, Paan waghairaa ka :naraz:

:chai:

Re: Man is a…

Ta’oo, “waghairaa” ki zara khul kay wazahat karain taakay poori baat samajh main aa sakay :aq: ahm ahm…

:smokin:

PS:
Yaar main zara GF par jaa raha houn aik sutta laganey - miltay hain aik chotay say break kay baad :waves:

Re: Man is a…

cha’cha kaun sa suttaa laga rahay hoo
Itni dair ho gai hay :expressionless:

neways - me off to sleep :wave:

:chai: