so yah koun hai bhalaa hmmmmm guess
app kia guess karo gay mai khud bata deta ho kay mai is pyaray nanay munay Angel ka Mamo-nana ho
itne chooti age mai Mamo-nana
kismat walo ko he moqa milta hai ![]()
Re: Mamo-Nana
awww Mash'Allah... he's so cute, Allah T'aala issay sehath tandrust lambhi umr day.
Re: Mamo-Nana
AWWWWWWWWW
he’s so cuteee ![]()
and ur sho cuteeeee ![]()
mashallah
Re: Mamo-Nana
..
Re: Mamo-Nana
Cute MashaAllah.
Re: Mamo-Nana
oops
Re: Mamo-Nana
toubah baray ho kar kiya ho gaya aap ko …
mashaAllah cute baby pics :k:
Re: Mamo-Nana
MASHALLAH,,AIK BAAT KEHNA CHAOUNGEE JANWAR AND ALL,,SUUB SAY NEECHAY JO B word likha hai woh likhtay huway zara Ahtiyat kijyee ga,,plz..u better b careful..these days,,
Re: Mamo-Nana
Thanks guZz ![]()
Married Ny - - - - aray B say B.V means wife bhi ata hai tu abb B naam lena chor deyah tu humhari shadi phir kabhi nahi hooo paie gee ![]()
Re: Mamo-Nana
hey janwar and little janwar
he’s so cute, ![]()
Re: Mamo-Nana
Aww Masha'Allah the baby is so cute!
Aur aap ki bachpan ki pic bhi bohat achi lagi hai...you look like a mini dulha!
Very nice :)
edit: omg this is my 1000th post...and in your tareef...Mash'Allah bohat khushkismet ho!
Re: Mamo-Nana
mashAllah
Re: Mamo-Nana
Mash'Allah
Re: Mamo-Nana
Mash'Allah.. sooo cuuuute..!
Re: Mamo-Nana
Bacha is cute ![]()
But what’s a mamoo-nana? ![]()
Re: Mamo-Nana
^Shikra, jaise khala saas, ya chachi saas hoti hei na, waise hei mamoo nana bhi hota ho ga :D
Janwar bhai, bachpan main to aap bohat cute hote thay, ab kia masla ho gaya? ;)
Re: Mamo-Nana
Woh sab rishtey tou samajh mein aatey hain lekin mamoo-nana nahi aata, ya tou banda kisi ka mamoo ho sakta hai ya phir nana ![]()
Re: Mamo-Nana
thanks guz for likin me n my bacha ![]()
Shikra - - - abey yaar listen sister ke jo bati hoie woh tumhari bhanji hoie or bhanji ka bacha app ka kia howa duffer
means im nana of that lil naughty monster
in a age of 27 i become a NANA
wow
Re: Mamo-Nana
farishta = = = = abey yaar bus kia bataooo kuch ghum nay mara or kuch larkiyo nay mara or raha in last Job nay mara tu assa ho geyah :(
bank ke job nah karna yaarooo paachtaoo gay sari life:(
Re: Mamo-Nana
Oh acha…Chalo phir sey aik baar bohat bohat mubarak ho
ab doosron k mamoo nana na bantey phiro, apni bhi shaadi karwa lo ![]()