---------> ![]()
bas zara aankh maarne ko dil kar raha tha ![]()
P.S. aur tussi sunao … KidhaaaN
---------> ![]()
bas zara aankh maarne ko dil kar raha tha ![]()
P.S. aur tussi sunao … KidhaaaN
Re: Malka-e-GS
…itni mohabat bhuri nazrein humari TUNNI me kuch kuch hota he ![]()
![]()
tussi sunao… kitthe mat marke arahe ho
Re: Malka-e-GS
haye allah … aap ke bhi TUNNI main bhi kuch kuch hota hai …
lagta hai hamara TUNNI CONNECTION hai ![]()
bas kidray nai … Shahi SNOOKER khel kar aaraha hoon ![]()
Re: Malka-e-GS
kabih shahi batein bhi kerein humse…
humare shahi mahal me aker
![]()
BADSHAH tu pooradin baher hote hein hum AKELE hote hen bilkul:shikra:
Re: Malka-e-GS
main pagli ko batati hoon ![]()
Re: Malka-e-GS
hum pagli hi hein…
sunny ke pyar me
![]()
bas us ko kisi din city ka chakkar lagwa de … phir hum aap ki khidmat main hazir ho jaye ge :sharmaying:
tum logo se kisi ki khishi nahi dekhi jati ![]()
yeh to aap ki zarra nawazi hai ![]()
Re: Malka-e-GS
nahi main to hoon hi phappe kuttni ![]()
Re: Malka-e-GS
lol achi baat naih billi sahiba…
app billi pan mat dikhain apna
:nono:
sunny aap kahain tu unhe shaher ke bahar bhij wa dein 2,4 RAATON k lie
![]()
:not shermaying:
![]()
mere MOU ki baat cheen Le tum ne ![]()
yeh kuch ziada nahi ho jaye ga ![]()
wesay jo aap ko manzoor * again sharmaying *
Re: Malka-e-GS
**Malika-e-Aliya
Mein aik iqbaal-e-jurm karna chahta hoon aur chahta hoon mujhe uski kari sey kari saza dee jaye :( Meney abhi abhi 2 "shareef" bachiyon ko aik ganda lafz sikhaya hai :(
**
Re: Malka-e-GS
fiker nahi kero shikoo…kabhi kabhi ghaltyan ho jati hein …aur woh lafz ana chaye werna ghalti se ghalti ho jati he
![]()
sunny… hum apko pegham e khaas bhij wadenge..
abhi badshah a chuke hein
![]()
Re: Malka-e-GS
HAHAHAHAHAHAHAHAHHAAHAHAHA ![]()
OH MY KIDNEYS!!! ![]()
punjabi main yah urdu main ![]()
theek hai hum aap ke Pegham ka Intazar karay ge ![]()
wesay bhijwaya kis tarah hai … DHL or FedEX ![]()
Re: Malka-e-GS
Urdu mein :D
Re: Malka-e-GS
ok ab us ki punjabi translation kar ke batao :ASA:
Re: Malka-e-GS
shikra: yahaan aa kar batana zaroori tha kia??![]()
sunny: ye kia keh dia tum ne ab uski punjabi bhi batayein wo word urdu main kam ganda hai kia??![]()
mainoo nai pata … Dassooo ![]()
itna ganda hai to … use DOVE Soap ![]()
Re: Malka-e-GS
Sunny, agar punjabi translation kar dee tou mujhe khud par tail chikakk kar khud ko ban karna parey gaa ![]()