**haan tu aaj kal bara aam hota ja raha hai k male female bantay ja rahayu hain aur bad kismaty say female mard banty ja rahee hain,
suppose.**
larkoon k lambay baal
kano mai baliyaan
nails barhana
make up be karna.
etc
aur girls
suppose.
pant shirt pehnna
half hair
cricket khailna
baghir pochay ghar say bahir ana jana.
**raat ko late ana **
etc.
tu aap say pochna hai k agar aap girls hain tu kia samjhty hain k boys mai kiya kiya Quilities hona chahiyai
aur agar aap boys hain tu kiya samjtay hain k girls mai kia kia Quilities honi chahiyai.
mai tu itna kahoon ga k hadees mai be hai, k Allah ki lanat ho us mard par jo aurat ki zindagee ka tarz e amal apnata hai
aur lanat ho us aurat par jo mard ki zindagee ka tarz e amal apnaty hai.
**aur dosra yai k larki ka dosra naam **
**sharam **
**aur **
**haya **
hai.
agar yai do cheesay us k pass hain tu sab koch hai, deen be, aur etc
aur agar yai cheesay nahe hai tu pir vo mard numa aurat hai.
aur aik aur hadees be hai k jis mai haya nahe pir vo chahay jo karay.
ji give us ur opinion at this matter.