Re: malala k malal main doobay log !
Sawal kam ilm kerte hain, zayda ilm waalon se. Maine tou srif poocha hai ke asli/naqli kee pehchaan ka asaan tareeqa kya hai.
Ab aap sawaal ka jawab sawal main dain gee tou wo tou behes barai behes wali baat hogi/