malala k malal main doobay log !

Re: malala k malal main doobay log !

Tou hum ko kese pataa chalay gaa ke kon asli hai aur kon naqli molvi hai

hum dobaara se aap kee bharpoor ta’eed kerte hain

STA sahab, aap srif yeah keh dain ke aap ko Malala ke waqeye pe afsos hai. Yeah aagay peeche drone aur doosre waqiyqqt kee dumchee lagaanay kee kiya zaroorat hai