malala k malal main doobay log !

Re: malala k malal main doobay log !

yehe to sawal hay k derd bharay dil bhi limelight main anay waloon k ley teraptay hain //or un ko treatment k ley beron-e-mulk bheja jata hay ,un do bachion ko jub tuk media nay samnay nahi kia hakoomat nay un k ilaaj k ley bhi kuch na kia