malala k malal main doobay log !

Re: malala k malal main doobay log !

Bas aap se yehi sunna thaa. Agar aaj sare ulema srif yehi keh dain ke Taliban kee ghaltiyon se hamaara taaluq nahi to quom khush naa ho jaa’ai?

Awaam ka ghussa isi baat ka tou hai. Taliban to wehshi hain, hum sab jaante hain. Ulema are our leaders and we look up to them so they can say ke haan beta, in ki yeah harkat ghalat hai. Maine tou aaj tuk khula bayaan kahi nahi parhaa kisi aalim ka talibaan ke against. aap kehti hain tou hum maan laite hain