aur janab aik aur baat jo propaganda machines k liye ha takeh unhe aaj clear ker hi dun! aur wo yeh keh mein koi taliban kay acts ka himayati nahe hun, haan ye zarur ha keh mein sirf taliban ko hi blame kernay k sakht khilaf hun aur USA aur NATO ko bhi ziada qasur waar kehta hun bcoz sb kuch unhi ka kiya dhara aur unhi ki ghatia policiz aur naam nehad war against terrorism ki waja se ho raha hai.
lekin agar taliban kay tumam acts aur terrorism khatm ho jaen aur wo true muslim ki tarah apne apko tabdeel ker lein to mein unki himayat bhi karunga.
isliay aaj jo kuch bhi ho raha hai usme taliban aur foreign intelligence war donon involve hn, na keh sirf taliban!