Apna naam badal du
Ya tera naam chupa lu
Ya chor ke saari aag
MaiN vairaag utha lu
Bas ek rahe mera kaam ishq
Ye laal ishq, ye malaal ishq
Ye aib ishq, ye bair ishq
Ye kaali raat jakar lu
Ye thanda chaand pakar lu
Din-raat ke bairi bhed ka
Rukh mor ke maiN rakh du
Tujh sang bair lagaya aisa
Raha na main phir apne jaisa
Mera naam ishq
Tera naam ishq
Mera naam, tera naam
Mera naam ishq!
jiia
2
Re: Malaal ishq
Mera naam ishq
Tera naam ishq
Mera naam, tera naam
Mera naam ishq!
naam badalny ki zarurat nhai
agy pechy ker kelo
pehly apna asal naam lagao phir uska laga do
JIIA KHAN
samj aagaya na MASLA KHATAM
Re: Malaal ishq
ishq malaal kab banta hai? jab naam aur qismat nahi jur sakte. 
jiia
6
Re: Malaal ishq
abhi apka safr itna nhai hua
Re: Malaal ishq
oh, I read it as Malala Ishq ..and I was like here we go again