Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha... / Ishaq'a La Hasil
sitaroon say agay jahan aur bhi hain
abhi ishq key imtehaan aur bhi hain. (iqbal)

Ishq, to me, is when the difference of man o tu disappears. When you feel the same eitherway. It be hijr or wisaal.
Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha... / Ishaq'a La Hasil
Sidq
Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha... / Ishaq'a La Hasil
*baqol e chacha *
*Yeah jo ik lazzat hamari saee' e la hasil main hai *
*aur baqol hazarat allama *
*Sidq e khaleel bhi hai ishq sabr e husain bhi hai ishq *
*ma'rka e wujood main badr o hunain bhi hia ishq *
*pukhta hoti hai agar maslahat angez ho aql *
*ishq hai maslahat angez to hai khaam abhi *
*bay khatar kood paRa aatish e namroo main ishq *
*aql hai mehv e tamasha e lab e baam abhi *
*in tamam baton k bawajood Ishq ko ulama nay aik bazaaru lafz kaha hai sabab is amr ka yeah hai k arabi ka lafz honay k bawajood quraan e karem main iss ka kaheen zikr nahee milta yaani mohabbat ka hawalay say yeah lafz istemal nahee huwa !!! *
*is silsilay main meri rayay mehfooz hai. *
Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha... / Ishaq'a La Hasil
Ishq Mujko na sahee . Whayshat hi sahee ....
Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha... / Ishaq'a La Hasil
if its ishq-e-haqiqi then atleat u've got something....
in ishq-e-majazi, its always a lose-lose situation....
chacha ghalib says:
ishq ne **ghalib* nikamma kar diya
warna hum bhee aadami thay kaam ke *
Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha... / Ishaq'a La Hasil
wah wah
Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha… / Ishaq’a La Hasil
Wow
I always believed that
but its a beautiful how u explained.
Well done.
Re: Maktab-e-Ishq ka dastoor nirala dekha... / Ishaq'a La Hasil
pichhli sadii kaa 'ishq-e-laa_'ilaaj? :D