makhlooq

Agar Churrail Kai Daant dentist kai haan sai barabar kara liai jayen aur safaai bhi kara di jaye , aur churrail ki naak plastic surgeon kai haan sai shape up kara li jaye , aur churrail ki skin skin specialist kai haan sai condition kara li jaye , aur churrail kai kaprrai kisi achhai dress designer sai design karaye jayen ,aur kisi achhai make up artist kai haan sai churrail ka make up karaya jaye , To bhala kaun si makhlooq ban jaye gi ???

[This message has been edited by Gola Gunda (edited December 07, 2000).]

Agar aik gaddhay ko lay ker uss kay gaddhay-pan mai saw gunaa izaafa ker diya jaaey, to kon si makhloq ban jaaey gaa?

[quote]
Originally posted by hayaa:
Agar aik gaddhay ko lay ker uss kay gaddhay-pan mai saw gunaa izaafa ker diya jaaey, to kon si makhloq ban jaaey gaa?
[/quote]

Answer on a post card please Gola Gunda. :)

[quote]
Originally posted by hayaa:
Agar aik gaddhay ko lay ker uss kay gaddhay-pan mai saw gunaa izaafa ker diya jaaey, to kon si makhloq ban jaaey gaa?
[/quote]

Gadhai kai gadhai pan main jab 50 guna izafa hua woh aam gadhon ka badshah ban gaya , jab sau guna izafa hua tp gadhon ka shanshah ban gaya , simple !


Thanda Thanda Gola Gunda