Ek admi ne dawai ke store pe ishtahaar parha “agar aap chahte hain ke makhyaan aap ke khane pe na ayein tou foran counter per 500 rupay jama karwayein aur zabardast mashwara hasil karain”. admi bara khush hua aur counter pe 500 rupay jama karwaye aur bande ne usay ek packet de diya. admi ne ghar le ja ke khola tou us main se…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
se ek pankha nikla aur saath main ek parchi jis pe likha tha “ek haath se khana khayein aur ek haath se is pankhe ke zariye makhyiaan uraayein”
Re: makhiyaan uraayein
![]()
Re: makhiyaan uraayein
![]()
Re: makhiyaan uraayein
Made by ZARDARI GROUP of Industries ho ga na ![]()
Re: makhiyaan uraayein
![]()
Re: makhiyaan uraayein
:D
Re: makhiyaan uraayein
haha ... nyce :D
Re: makhiyaan uraayein
lol…
Re: makhiyaan uraayein
Fazul joke!
Re: makhiyaan uraayein
:hahahhaha