yeh makhan ko bread par lagan to suna tha mager insanoo par bhi iska itelaq kuch achunba lagta hai ![]()
kon kon kis kis ko makhan lagta hai asal zindage main aur pehil bar yeh makhan lagana kis nay shro kia
yeh makhan ko bread par lagan to suna tha mager insanoo par bhi iska itelaq kuch achunba lagta hai ![]()
kon kon kis kis ko makhan lagta hai asal zindage main aur pehil bar yeh makhan lagana kis nay shro kia
Re: makhan lagana
Makhan lagana khushamad karne ke zumre main aata hai... shayad purane zamane main roti / bread ke ilawa log balon aur mung pe bhi makhan ki malish karwate ho, iss waja se ye muhawra maariz e wajood main aaya :@:
Re: makhan lagana
aur maska lagana kiya hota hai
Re: makhan lagana
Pehle bataiye ke lafz Maska aap ne muhawre ke ilawa kahin suna hai?
Re: makhan lagana
Pehle bataiye ke lafz Maska aap ne muhawre ke ilawa kahin suna hai?
nahi
Re: makhan lagana
Then lets wait for KKF. Maska Kia cheez ho sakti hai.. Kahin Makhan ki koi by product to nahin?
makhan lagana
Makhan tab lagaya jata hai when you are gaining something from the party you are maska lagaying by giving away flattery inexchange for a favor. If you gain nothing out if it then its just being nice and positive.
Re: makhan lagana
look who is asking about it hehehehe ![]()
Re: makhan lagana
You mean STA ne Makhan ki dukaan khol li hai
Re: makhan lagana
kiyon main nahi poch sakta. ![]()
Re: makhan lagana
pochay pochay mei ne kab roka hai ![]()
Re: makhan lagana
me ko makhan laganay ki kiyon zaroorat hogi devi ji. jab meray kam waisy hi hojatay hian. aur jhukna mujhay pasand nahi hai aur dosron ko jhukana meri aadat nahi hai.
Re: makhan lagana
Chalo choRo... STA & Devi..don't fighto. :ASA:
Re: makhan lagana
ap ne tu meri baat dil pe le :sid:
Re: makhan lagana
phadda thori horaha hi. ![]()
Re: makhan lagana
bhalai ka zamana he nhi raha woh mazak kary tu thek hai n mei karu tu ![]()
Re: makhan lagana
halal hug me u ko tang bhi nahi kar sakta hon. ![]()
Re: makhan lagana
maska=Makhan
Re: makhan lagana
i dont want ur halal hug ![]()
aj se no flooding wth u ![]()
PS. canvas mei zaror aya ga ![]()
Re: makhan lagana
dost dost nahi raha. ![]()