**~~ makaan aur makeen ~~**

**
etnee baRi es dunya main
apnay naam ki takhtee wali aik emaarat
kitnay dukhoon ki eentain chun kar ghar bantee hay
pathar joor joor kay daykhoo
main nay bhi ek ghar banaya
rangoon, phooloon, tasweeroon say ous ko sajaya
darwazay ki lauuh pay apna naam likhwaya
laykin
ous kay har kamray main tum rehtee ho
**

Zabardast! kis ki poetry hai? lolzz

Bohet Khoob