theek nahiN hay
Due to time difference 
jab maiN online hoota hooN tu saray ka saray ya tu soo rahay hootay haiN - ya phirr college / job par hootay haiN
aur jab maiN offline hoota hooN tu phirr mehfil lagti hay 
Yeh jeena bhi koi Jeenaa hay LALLooooo - 
Gadha
2
aik kamponder_nee bhee yehi keh rahi theen kal kay unhain apni oqaat durust karni hay:D subha kay bajaey shaam main dawaaoun kee dukaan par betthnaa hay:hehe:
Re: Maireee OuQaaT ----
Hota Hay Aisa Bhi Hota Hay Janab – Meray Sath Bhi yeh Hi Hota Hay 
yar kuch karoooo 
kam az kam apni biologikal tricycle hi change kar loo
4 ya 5 ghantay sirf 
Re: Maireee OuQaaT ----
i m jaggin Phajju unkle 
kahain auqaat burhi :halo:
Re: Maireee OuQaaT ----
haan aaise jeenay ka koi faeda nahi… tu kia khayal hai phajjay bhai 
2 ghuntay hamarai bhi add kurlain 
phir ziada bikri hoti hai na
Re: Re: Maireee OuQaaT ----
don’t tell m Pharma, tum lalooooooooo hau 
Re: Re: Maireee OuQaaT ----
BarReeee BEEEEEEE kahiN ki
yeh maiN nay kab kahaa kay auqaat kam hay 
baat theek ya un-theek ki hoo rahi theee 
Re: Re: Re: Maireee OuQaaT ----
dahi baray kahin kai 
issey kehtay hain naiki kur n put it in drain 
i was just tryin 2 help na 
Keep Trying SS 
and yes
this kampoonDarnee cannot be LALLooooo
she can be a LALLaaaaaN - u know the gender difference 

nops na
yeh aik kefiyat hai 
kaisi cheap thinkin hai ppl ki :yukh:

uff uff uffffffffff 
yar - same goes here - kaifyat par yaad aayaa
hamara aik doost hay ( ASIF naam kay guppies say advance maazrat)
off course ASIF naam hay uss ka 
woo bhi bass anokhi cheeze hay
so this is a common Mahavraaa amongst our friend’s circle
“yar tairaay ooper aaj asifiyaat Taarii hoo rahi hay” 

Re: Maireee OuQaaT ----
TUM BUHUT ACHAY HO NA - INSANE KO APNI “AUQAAT” NAHI BHOOLNI CHAHIYA. :biggthumb
Re: Re: Maireee OuQaaT ----
Phajjay Bhai
yeh kiya chakkar hay 
PS:
yaar main bz ho gaya tha subah - nahi aa saka, ab tou meri ChaeeY aa gaii hay - Pee Kar aaonga 
mehroo
19
I guess meray saath bhi yahieN maslaa haiN :(
Re: Re: Maireee OuQaaT ----
sunnooo
Yeh mujhay likh kar day dooo Naaaaa 