Mairee mohabbatoN ka suboot maaNgnay
Woh aa gaya mujh say maira wajood maaNgnay
Kis tarh ka waada tHa jo poora ker na saka
Main kuch bhi na day saka woh jab bhi aaya kuch maaNgnay
Mairee zat khud mujh main qaid tHi
Aur woh bhi aa gaya mujh meN panaah maaNgnay
Tamam umr aik buT kee parstish meN guzaar dee
Jub paRee zaroorat to aaya khuda say maaNgnay
awww
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
so nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif
thanks much
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~
very nice...:)
~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~
Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~
very nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
Nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Registered & Officially
— Pangay Baaz —
Rude Boyz Rulez