Allah subb ka bhala karay. ![]()
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
Laikin Shroo mujh say karay ![]()
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay...
Amin Suma Amin.
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay…
Aap kay moo main 10 gallon unleaded petrol ![]()
P.S.
Yar modern zamana hay - ghee shakar ki koi value nahi hay
ab loog petrol maangtay hain ![]()
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay…
I dont need Petrol, warna amreeka mujh par attack kar dega. ![]()
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay…
yar 10 liter kay liyaay attack nahi karay gaa ![]()
Haan agar 15 ya 20 litre ho tu phirr khatraa hay ![]()
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay…
tau Uncle ji, koi 10-15 liter tail tau mujh maiN waisay bhi haiN na.
total mila ke danger zone maiN le jaye ga mujhay. ![]()
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay...
Shohrat tu mill jaiy gi na.
Her jagah app hi ka tazkara ho ga .
Yeh kia kam hai.
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay…
Amin…
![]()
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay…
Aur aap kay munh main Zahoor Raja Jaani, Dilpasand Qiwam wala Paan… :yukh:
Magar
kay baad…
Aur phir saath main… :desimunda:
Re: Mairee Dua hay subb kay liyaay...
Amin Suma Amin
Thanks Chacha Chapun Chori