Mairay wajood ki jageer us ney mangi hay
Ajab khwab ki tabeer us ney maangi hay
Us ki qaid main rehti hoon main pahlay bhi
Na janay phir keon zanjeer us nay mangi hay
Gumaan hota hai woh bhool sakta hai mujhay
Keon kay aj mairi tasveer us ney mangi hay
Mairay Khuda mujhay us kay naseeb main likh dey
Keh mujh sey mairi taqdeer us ney mangi hay…
Re: Mairay wajood ki jageer…
Us ki qaid main rehti hoon main pahlay bhi
Na janay phir keon zanjeer us nay mangi hay
Dramebaz sayyan 
enter10
3
Re: Mairay wajood ki jageer....
Nice
Re: Mairay wajood ki jageer…
:k:
tarash
5
Re: Mairay wajood ki jageer…
Us ki qaid main rehti hoon main pahlay bhi
Na janay phir keon zanjeer us nay mangi hay
pitae k leay mangi hai:jj: