Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo

Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo

baita mujhay apna abbu bana lo per ammi :confused: woh kia hay kay rehnay do agar mei baap ban gaya tou tumhari maa kisay banaonga, mei ab tak kuwara hoon.. baita bana kay bhi tumhara daag nahi dho sakta plz forgive me :frowning: