achhay achhay kaam karoo
Burai say bachhoo
yeh duniyaa fani hay - chooti si yeh zindagani hay
kissi ka dill na dukhaao
Ammi Abbu ka kehna manoo
![]()

Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
^ lagta hay aaj pitai hui hay ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
aj say yahe sab hoga
JB bhai app bhe yad kerlien ya sabaq
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
dada abba, dada abba.. aap nay mujhay eidi nahi de
chalain nikalain ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
mairaa khayaal hay budhay ka dimagh chal gaya hay ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
yeh duniyaa fani hay - chooti si yeh zindagani hay kissi ka dill na dukhaao
Ammi Abbu ka kehna manoo
:)
i dont know who my real ammi and abbu are?:(
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
ufff aik tu main en lotoon say tung aa gayi hoon...
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
baita mujhay apna abbu bana lo per ammi
woh kia hay kay rehnay do agar mei baap ban gaya tou tumhari maa kisay banaonga, mei ab tak kuwara hoon.. baita bana kay bhi tumhara daag nahi dho sakta plz forgive me ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
Jab lota time pay nahi millay gaa na - phirr poochooN gaa ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
heder bhai kahan gay sabaq sekha ker
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
budhaa - thread khool kay khud hi bhool gaya ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
![]()
baycharay ki akal satya gae hai shayad ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
unn baRay miaaN ka record sirf main laga saktaa hooN ![]()
kissi doosray ko ijaazat nahi hay ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
haider bhai ![]()
meray ammi abbu koi hukam nahin kertay ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
tumharay ammi abbu say mujhay khud baat karni paRay gi ![]()
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
haider! ![]()
kaise hain??
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
uncle bhaaanday apnay aap say batein kabb say karnay lageiN :p
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
acha woh aapkay qareebi ristaydaar lagtay haiN :)
per thora bohat tou hamay bhi haq hai akhir ko woh hamaray apnay choto miaN haiN :D
Re: Mairay piyaraay guppioon aur guppanoo
Mujhay uss budhay khoosat say kahan milla rahi hoo ![]()
Noor ?? ![]()