[quote]
Originally posted by isfandyaar:
mairay charah gar mairay charah gar
mairay dard kee tujh ko kiya khabr
tu mairay safr ka shareek ahi anheen hamsafr
mairay charah gar mairay charah gar
tairay haath say mairay haath tuk woh jo haath bhar ka tha fasila
kaee mausamon main badal gaya
usay naaptay usay kaat-tay
maira saara waqt nikal gaya
naheen jis peh koee naqsh-e-pa
mairay saamnay hai woh rahguzr
mairay charah gar mairay charah agr
yeh jo arig-e-dasht-e-firaaq hai
mairay chaar su bikhree huee
yeh jo rat hai mairay chaar su
magr is kee koee sehr naheen
na barg hai na samr koee
main nay chhan daikha shajr shajr!!
mairay charah gar mairay charah gar
mairay dard kee tujh ko kiya khabr
yu mairay safr ka shareek ahi naheen humsafr!!
mairay charah agr mairay charah gar
[/quote]
boht khoob
PS: ainda font zara chota rakhna :)
"Don’t be shallow by saying: if people do good, we will do good; and if they do wrong, we will do wrong; but accustom yourselves to do good if the people do good, and not to do wrong if they do wrong."
bohat khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*