Koyal
1
*
tu mairi khoyee nishaani k siwa kuch bhi nahee
main tairi yaad dehaani k siwa kuch bhi nahee
band kamrooN meiN makeeN sootay haiN aur angan meiN
mairay aur raat ke raani k siwa kuch bhi nahee
ye tujhay aik nazar daikhnay waloon ka hajoom
mairi na’pukhta bayaani k siwa kuch bhi nahee
jo utarta hai wo behta hee challa jaata hai
goyaa daryaa mein rawaani kay siwa kuch bhi nahee
jitnay chahray haiN wo matee k banaye howay haiN
jitni ankhaiN hain wo paani k siwa kuch bhi nahee*
Daagh
4
Re: mairay aur raat ke raani k siwa kuch bhi nahee
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
jitnay chahray haiN wo matee k banaye howay haiN
jitni ankhaiN hain wo paani k siwa kuch bhi nahee*
[/QUOTE]
bahot achche Koyal jee
bas to ab woh pinjar ke songs na sune aap nahi to maati beh jaayegi :p
great as usual koyal ji :k:
Koyal
10
kahan paa’ey jatey aj kal ap …
Koyal
12
thanks mannan ..cute...Hh
Koyal
13
Who? aur ye anghootha kis ko dekha rahay 
Koyal
14
Re: Re: mairay aur raat ke raani k siwa kuch bhi nahee
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
bahot achche Koyal jee
bas to ab woh pinjar ke songs na sune aap nahi to maati beh jaayegi :p
[/QUOTE]
thanks sallu g ..but kia karey i love that song na..:(
K_Khan
16
Re: mairay aur raat ke raani k siwa kuch bhi nahee
very nice .. :k:

Azad
18
Bhala Hum nay kahan jana hay mekhanay say aagay 
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
Who? aur ye anghootha kis ko dekha rahay :-|
[/QUOTE]
:)
Koyal
20
tu kia wo kahin biba tu nahi 