Maira Jaan a jana to faqt Pakistan hay

Maira Jaan a jana to faqt PAKISTAN hay
iss ki izat oor hifazat hi apna iman hay,
iss ki mati say mohabat hay mujh ko iss qadr
iss pay mairi her shay oor Jaan bhi qurban hay,
yeh hay to iss k dum say hum bhi qaaim hain
isi ki wajhha say hamari apni aik pehchan hay,
deryaoon,paharoon,wadiyoon ki hay yeh sirzameen
lehlahatay khait,phool,oor titliyan iss ki makeen
jazboon say bharay insanoon ka hay yeh watan
oor watan k mohafizoon ki apni aik shan hay,
hum jaisay dewanoon say pochoo iss ki qader
nagar nagar ghoom chokay,koi na aaya iss jaisa nazar,
sabaz hilali parchum ko daikh kar milta hay ajub sakoon
kyon k iss ki mati main hi Akhlaq ki jan hay,
maira jan a jana to faqat PAKISTAN hay

  • ~~ Akhlaq. A. Khan ~~

Re: Maira Jaan a jana to faqt Pakistan hay

:k:

Re: Maira Jaan a jana to faqt Pakistan hay

^^thanx

Re: Maira Jaan a jana to faqt Pakistan hay

Very Nice… Tnx for Sharing :flower1:

Re: Maira Jaan a jana to faqt Pakistan hay

thanx GS
.
.
.
.
y diz 1 got stickly:konfused:

Re: Maira Jaan a jana to faqt Pakistan hay

^ :smiley: Coz its the Indepedence Month na… :stuck_out_tongue:

:jhanda:

Re: Maira Jaan a jana to faqt Pakistan hay

ok
.
.
.
.
:jhanda: