Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

Aankhain band kar laita hooN tu kuch nazar nahi ata :o
Khana khanay kay baad bhook nahi lagti :frowning:
Shower kay neechay khaRaa hota hooN tu poora bheeg jata hooN :crying:
Raat koo soonay ka dill chahta hay :hayaa:

Mujhay kya ho gaya hay :bummer:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

dont worry uncle
app koo kuch nahen hua
abb app theek hoo gai hoo

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

carburetor main kachraa a gaya thaa ? :halo:

:chai:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

there is only one remedy and i.e. take the medicine zoforniachilsfhjfdwevjdgikseh. Take it 3 times daily before & after meal mon-sat with some snoootaaaaas. sunday ko chutti hai

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

acha
ao abhee theek karr daitay hain

no problem :D

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

Chacha maiN app ko kuch gooliyaa daita hoo
aik raat ho sonay k baad aur aik sobha uthnay sai pehlay kha laina
sub theek ho jaye ga

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

yar abhi tu main under warrranty hooN :hmmm:
yeh fault kyon aa raha hay baar baar :mad:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

yeah. manufacturing fault hai na :smiley:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

Overloading ya mis-use bhi ho sakta hay :naraz:
manufacturer nay tu life time guarantee di thee :smilestar:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

r u trying to say uncle is a lemon :confused:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

yeh abb app batao na kitna mis use hua hai
aur kitni overloading

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

to phir aap number 2 maal hon gay

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

2 number k maal mai akser essa hota haiN:bummer:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

pagal khana dor nai hai

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

Bulliyaaaaaaaaa Kee Janaa main Kaun :hayaa:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

aap number 2 maal hain. ab to jaan lei na

nahi. ab kuch nahi kuch nahi ho sakta :bummer:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

app koon ho yeh kamm baad main karain gai
pahlay app ke bemari ka pata karna hai

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

Tum kab chooti theeN wahan say ?
Wahan kay doctors ko tu kuch nahi hua ?

:chai:

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

lagta hai, meri prescribed medicine k baad afaaqa hua hai uncle

Re: Mainoo ki ho gayaa hayy - Haiyoo RaBBaaa..

oye what is lemon ? tell me cheeti cheeti :smilestar:
Does it mean Kaddoo in Urdu ? :hoonh: