Ke agger GS hangout mai zyada daer tick jao to banda paglon ke saath rehker pagal ho jaata hay..
parso mainay aik bhai saab jo ke GS hangout mai light fixture ke saath latkay hue thay..unko daekha aor utaarnay ki koshish ki. Magger LP nay kaha ke agger in saab ko utaar dia to light kahan say aye gi..:hinna:
nahee…light bulb on the fixture would be in order…Uncle ji light fixture ke saath latkay hue thay…jab mainay puucha kissi ko to unho nay kaha ke agger in uncle ji ko light fixture say utaar dia to light kahan say aye gi…