Mainay chaha

Mainay chaha ka andoh e wafa say guzroon
Par wo sitamgar maray marnay par behi razi na howa

aghar meethay chawal khilanay ka wada karo .. to samjhain woh razi hi razi ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
aghar meethay chawal khilanay ka wada karo .. to samjhain woh razi hi razi ;)
[/QUOTE]

Wada raha.....

jee khush kar dia .. qul oor cehlam ke dawat namay saat ticket bijwa daina ..... gud digi bajao dosto ..meethay chawal khoob khao dosto :D

:k:

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
jee khush kar dia .. qul oor cehlam ke dawat namay saat ticket bijwa daina ..... gud digi bajao dosto ..meethay chawal khoob khao dosto :D
[/QUOTE]

aap bhi kuch waday kijiay ma'e ticket kay.... :)

chawal khanay oor dug dugi bajanay ka wada to kar liya hay ... kafi hay..oor aghar dilsay ki chawal ki baat na hoti to hum to lanat bhaijtay hain dug dugi par oor bajanay walay par :D

nice:k:

Re: Mainay chaha

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
*


Par wo sitamgar maray marnay par behi razi na howa**
[/QUOTE]

Very nice.