Re: Main
aur app itny mushkil baatain kion ker rehya hain mujhay dimagh use kerna peray ga:(
yaar aap kay pas koi 4th option nai hay I mean SAD, MAD and Angry kay ilaawa ? :s
acha baithain yahan, farmayayy kay kiss tarah ki asaan baatain samjh main bagair samjhay aajati hain aap ki ? :-p
**
Pg,**
baat ka gala na ghont doon? zara nikal kar to daikhay ghar say bahar :s