P_G
July 18, 2006, 2:51pm
1
Do chaar lafz keh ker khamosh ho gya
woh muskura ker bolay bohat boltay ho tum
**app thread post kernay say perhlay us per soochtay hain ya post kernay kay bad…**ya soochnay ki zehmat he nahi kertay .? : )
app kay jawab ki muntazir
shehzade masail-e-istan
Re: Main
Evil chanda,
ham Khuda ka shukar kartay hain for what u didnt do :-p
fghd
July 18, 2006, 2:56pm
5
Re: Main
dada abba abhi zehmat nahee ki tou yeh haal hai..
zehmat kar li tou kiya houga :p
P_G
July 18, 2006, 2:57pm
6
Re: Main
dada abba > * naraz *
EMM > is main tumhara qasoor nahi ; )
Re: Main
Pg,
Kaisay manaooN ? :-(
EMM,
isi liay to shukar ada kia hay bongi :-p
fghd
July 18, 2006, 2:58pm
8
Re: Main
PG: meri udhar li huwi aqal waapis karou abb
P_G
July 18, 2006, 3:07pm
9
Re: Main
dada abba > dadee ki terah sherma ker dikhaain pehlay : d
EMM > muhterma ap kon hain mainay app ko pehchana nahi kon sa udhar kaisai udhaar * snooty *
Re: Main
Pg:
eekz nai yeh nai hosakta, wo bohat bhayanak tareeqay say sharmaati hain, UNN kay sharmaanay say mohallay kay bachay bhi darr jaatay hain :s
Unn kay sharmaanay say jo chehray par aati hay Phitkaar
Wo samjhti hain kay shayad Unn ka piaar sacha hay :s
AQ
July 18, 2006, 3:12pm
12
Re: Main
MaiN naY tau Cafe` maiN thread hee naheeN kholaa kitnaY hee maheeonoN saY:(
Re: Main
MaiN naY tau Cafe` maiN thread hee naheeN kholaa kitnaY hee maheeonoN saY:(
Gunaa milayaga ab bohat saara :-(
Re: Main
ps: abay tu kaikra kab say ban gaya ? yummy
P_G
July 18, 2006, 3:17pm
15
Re: Main
EMM > ajj 14 aug nahi hay ; )
DADA abba > app dadee ki itne insult kertay hain ..u r not bawafa dada abba
Anwaar Qureshi > yeh yeh maini bhi note kia hay main samjhe shaaid ab app samjhdaar ho gayee hain shaid is ley : D
Re: Main
bechi kabhi zehmet hi nahi ki…pehlay hi mer chota sa nenha sa dimagh hay soch soch k ghis gaya to:smilestar:
Re: Main
Pg,
nai yar I love her more than anything in this world :-)
yeh to main bass unn say itna piaar karta hoon isi liay bass tang karta hoon unn ko, and she knows me very well, she never take me seriously :-(
Re: Main
PG ....kiya ap ka swal hay?....mushkil lafas istmal mat karo?
Re: Main
aap ka dimagh chalta hay kia jo ghis sjaiga ? :s
Re: Main
aap ka dimagh chalta hay kia jo ghis sjaiga ? :s
adaab dada abba :).........jee ager sochoon gy to chelay ga nan aur phir ager bohet ziadah soch liya to ghiss jay ga aik din:(