Aryaan
1
Main yeh soch kar usske dar se utha tha
Keh woh rok le gi, mana le gi mujhko
Hawaaon mein lehraata aata tha daaman
Keh daaman pakar kar bitha le gi mujhko
Magar uss ne roka
Na uss ne manaaya
**Na daaman hi pakra **
**Na mujhko bithaaya **
Na aawaaz hi di
Na waapas bulaaya
**Main aahista aahista barhta hi aaya **
Yahan tak keh uss se juda ho gaya main..
Magar uss ne roka
Na uss ne manaaya
Na daaman hi pakra
Na mujhko bithaaya
Na aawaaz hi di
Na waapas bulaaya
nice
Aryaan
9
Nayab, Vivacious, Sherni.. Thanks a lot!:)
Re: Main yeh soch kar usske dar se utha tha..
[QUOTE]
Originally posted by Aryaan: *
**Main yeh soch kar usske dar se utha tha*
Keh woh rok le gi, mana le gi mujhko
Hawaaon mein lehraata aata tha daaman
Keh daaman pakar kar bitha le gi mujhko
Magar uss ne roka
Na uss ne manaaya
Na daaman hi pakra **
*Na mujhko bithaaya *
**Na aawaaz hi di
Na waapas bulaaya
Main aahista aahista barhta hi aaya **
**Yahan tak keh uss se juda ho gaya main..
[/QUOTE]
bilkul he aisa hoa meray sath aaj .. :O .. bohut khoob janab .. :( ..
Aryaan
11
Bohat shukriya Ghazal kis ke.. aapke sath bhi aisa hi kuch huwa?
Allah sab behtar kare ga, hosla rakhiye..
YahaaN tak ke uss se juda ho gaya maiN 
Nice one 
reet
18
Re: Main yeh soch kar usske dar se utha tha..
Hawaaon mein lehraata aata tha daaman
Keh daaman pakar kar bitha le gi mujhko
**Main aahista aahista barhta hi aaya **
Yahan tak keh uss se juda ho gaya main..
very nice…:k:
gr8 choice Aryaan 