Main wo Banjar Shajar Hoon

**Main wo banjar shajar hon jissy milli hain khazain sada
Itny chaid howy dill main mery muhabbat sy na rahi wafa

Main lamha lamha tota hoon bikhara hoon youn kitni dafa
Ansoo bhi na zameen howy meri sadain cho na saki ye fiza

Tanhaiyoun ka main sikandar hon sochon ka main shehensha
Tujhy hasraat meri muhabat ki tujhy karna pare gi sachi wafa

**
Hum lambi guftago k qail nahi wo waqt hi kia jo guzry na
Tu jaldi sy man bhi ja iss choti si zindagi ka bharoosa kia**

Socha na tha intezar-e-dedar itni shiddat sy hoga mery khuda
Tu bethi sochi kia karti tu man bhi ja youn na khud ko chupa

  • StrangeWorld******

Re: Main wo Banjar Shajar Hoon

:lajawab: