Paglee
1
zamen peR paa’ooN theY qaYaam aa’smaN maiN tha
meRi taRha se wo shakas bhe imtihaaN maiN tha
ye roshni thei k is ka chahaRa dehaN maiN tha
sitaRa sa ik chiRaag meRay makaa’N maiN tha
k chaand khud aa k aik taa’ray ka naam poochaY
hajoom-e-sayaRgha! ye kis k gumaaN maiN tha
maiN us ki aa’nkhoN ko dekhti hooN tu soochti hooN
nazaR ka aisa talisam kis daastaa’N maiN tha
maiN Us ki kashti se apna aa’nchal huta k samji
safaR ka hosla be faqat baa’dbaaN maiN tha
dua kabhi maiN ne manghi thei dono waqat milteY
ye zindghi bhaaR ka jhut-pata kab dehaaN maiN tha
judaa’ee ka faisla tu phiR be hamRa hota
ya maaN be laiN agaR koi darmay’aN maiN tha
Daagh
2
wah wah Paglee ji mashallah bahot khoob…
maiN Us ki kashti se apna aa’nchal huta k samji
safaR ka hosla be faqat baa’dbaaN maiN tha
dua kabhi maiN ne manghi thei dono waqat milteY
ye zindghi bhaaR ka jhut-pata kab dehaaN maiN tha
judaa’ee ka faisla tu phiR be hamRa hota
ya maaN be laiN agaR koi darmay’aN maiN tha
:k: :k: :k:
Re: maiN Us ki kashti se apna aa’nchal huta k samji
beautifull :k: thanks for sharing 
Amal
4
Re: maiN Us ki kashti se apna aa’nchal huta k samji
Bohat khoobsoorat ghazal hey Paglee:k:…thanx for sharing with us:)
Be’had lajawaab ghazal … :k:
Dilsay
6
Masha Allah and thanks for sharing
Bohat achi hai Paglee,
Aap ki post...
Thank you for sharing :)