zindagi nay asay maqam par la kar khara kiya hai
dill hai ka dharakta tu hai magar koyee fasila nahi kar paa raha…
sans hai ka chaltee tu hai magar ahsas khatam hoo giya hai…
ankh hai tu roshan magar nazar kuch nahi ata
tari yaad hai ka peecha he nahi choortee
maray hamdam baas ya baat do ka tum nay
kasay peecha choorwia mari yaad say
kasay taray dill ke dharkan taray dill kay sath hai aab tak
kasay tarai ankh sub kuch dekhtee hai
shiyad is liya ka tumahain mujah say nafrat hai
agar ya he hai tu phir mari jaan
main jis taraha hoon usi taraha theek hoo
main tum say nafrat nahi kar sakta
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
zindagi nay asay maqam par la kar khara kiya hai
dill hai ka dharakta tu hai magar koyee fasila nahi kar paa raha...
sans hai ka chaltee tu hai magar ahsas khatam hoo giya hai...