main tujhe pyar nahi karta

main lafzon mai kuch bhi izhar nahi
karta iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta
chahta hoon main tujhe aaj bhi
par teri soch mei apna waqt bekar nahi karta
tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta
jo kuch mila hai usi mei khush hoon main
tere liye khuda se taqraar nahi karta
par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalimwarna
Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta

:flower1:

:k:

wesay acha kartey hain :stuck_out_tongue:

:bailan:

soochian shaerana aur hath main bailan :rolleyes:

old iz gold:k:

Very nice..

humm

zabardast :k:

mizaaj main mithaas aur leja main tanz :hoonh:

Sohail A thank you :flower1:
Azad humm aur tum:blush:
Dilsay thank you :flower1:
Jaan Lewaa gold is bold :wink:

yahan to izhaar bara daba ke kia hai;)

o Q?