main to ek kaghzi phool tha, sar-e-sham khushboo say bhar gya

*

main kaha ho mujh ko khabar nahi, mujhy kon chuu kay guzar gya

ye gulab bhi mera aks hai, ye sitara bhi mera naqsh hai
main kabhi zameen main dafn ho-n, kabhi asmaa-n say guzar gya

main udaas chand ka bagh ho-n, main gaye dino ka suragh ho
meri shakh shakh jhulas gaye, mera phool phool bikhar gya

woh safaed phoolo-n si ek dua mery sath sath rahi sada
ye isi ka faiz hai barha main bikhar bikhar kay sanwar gya

meray ansoo-n ki kitaab bhi, teri khushboo-n say mehak gaye
mera shair hai tera aai’na jaha sham aye sanwar gya

very nice Chand Chehra jee :)

Re: main to ek kaghzi phool tha, sar-e-sham khushboo say bhar gya

very nice chand_chehra :k:

:k:

good one

Boht khoob..:k:

very nice :k:

thanks guyz :)

Re: main to ek kaghzi phool tha, sar-e-sham khushboo say bhar gya

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

main to ek kaghzi phool tha, sar-e-sham khushboo say bhar gya
main kaha ho mujh ko khabar nahi, mujhy kon chuu kay guzar gya

ye gulab bhi mera aks hai, ye sitara bhi mera naqsh hai
main kabhi zameen main dafn ho-n, kabhi asmaa-n say guzar gya

main udaas chand ka bagh ho-n, main gaye dino ka suragh ho
meri shakh shakh jhulas gaye, mera phool phool bikhar gya

woh safaed phoolo-n si ek dua mery sath sath rahi sada
ye isi ka faiz hai barha main bikhar bikhar kay sanwar gya

meray ansoo-n ki kitaab bhi, teri khushboo-n say mehak gaye
mera shair hai tera aai'na jaha sham aye sanwar gya
[/QUOTE]

:)

Nice :)

thankooo :)