main to bujh k reh gaya hoon tu bichar gaya hai jab say.

***yeh chuban akelay pan ki
yeh lagan udas shab say..

main hawa say lar raha hoon
tujhay kaya bataon kab say"

"yeh shehar ki sazishen then,
k ye intaqam-e-shab tha…

mujhay zindagi ka soraj
na bacha saka ghazab say"

tery naam se shafa ho
koi zakham woh aata ker.

mery naama br.!milay to
usay kehna yeh adab say"

"woh jawan rutoon ki shamein,
kahan kho gaye hain MOHSIN

main to bujh k reh gaya hoon
tu bichar gaya hai jab say.***

Re: main to bujh k reh gaya hoon tu bichar gaya hai jab say.

yeh chuban akelay pan ki
yeh lagan udas shab say..

buhat uddas poetry :hinna:

Re: main to bujh k reh gaya hoon tu bichar gaya hai jab say.

Bohat Khoob Miss MD...

Re: main to bujh k reh gaya hoon tu bichar gaya hai jab say.

Wah …:k:

thanks all ov u

Re: main to bujh k reh gaya hoon tu bichar gaya hai jab say.

Good One…:k:

Re: main to bujh k reh gaya hoon tu bichar gaya hai jab say.

thanks babri