Main To Awara Hun......

**Main To Awara Hun, Badnam Hun Zmane Men Mgr…

Tum Log Tu Muqadas Ho, pir Wafa Q Nhi Krte…!**

Re: Main To Awara Hun…

:hmmm: muqaddas log wafa mangte hain, karne ki bari per :nahi:

Re: Main To Awara Hun…

eh hoi na gal

jawab do wafa k naam nihad alambardaaron:aj:

jawab do

hai koi jawab:mad2:

Re: Main To Awara Hun…

mutlub ? :hmmm:

Re: Main To Awara Hun…

Kuch Hasil nhi hoga Matlab jaan kr bhi…:frowning:

Re: Main To Awara Hun…

kyon ? :emmy:

Re: Main To Awara Hun…

Saaf to Likha hy…Is mein kia hy jaan`ny wala…?

Re: Main To Awara Hun......

kinn logon ko muqadas kaha ja raha hai ?

Re: Main To Awara Hun......

Her Dosra Shakhs Khud ko paarsa or Dosron ko Bura Samajhta hy.......

Re: Main To Awara Hun......

wht does paarsa mean ?

aur hur dosra shakhs aapko criticize kerne k liye tayyar rehta hai

Re: Main To Awara Hun......

Paarsa = Naik,Paak Daman,

Ji..........Q k

Usko Apni Buraiyaan nazar nahi aaten.............dosron ki foran nazar aa jati hy

Re: Main To Awara Hun…

:hmmm:

Re: Main To Awara Hun…

rola na pa:emmy:
yahan sab awarah hn MUQADAS GAEY KOE NAHI

Re: Main To Awara Hun…

Oh I see

phir theek hai

but naam nihad muqaddason:aj:

Re: Main To Awara Hun......

Fatima gul ki muqaddas ..aint no good :p

Re: Main To Awara Hun…

:eek: ye wala drama bhi dekhti hain aap?

Re: Main To Awara Hun…

Apni fav. character ka zikr aa ya tou kesay banchein khill gaein :stuck_out_tongue:
Yehi tou dekhti hun :stuck_out_tongue:

Re: Main To Awara Hun…

nice. :k: