**Main Teray Sapnay Dekhoon
Barkha barsay chaat par Main Teray Sapnay Dekhoon
Baraaf girray reet par Main Teray Sapnay Dekhoon
Subho ke Neel pari Main Teray Sapnay Dekhoon
koyal dhoom machay Main Teray Sapnay Dekhoon
aay aur uaar jay Main Teray Sapnay Dekhoon
baghoon main pattay Mehkain Main Teray Sapnay Dekhoon
Shabnam k mooti Dehkein Main Teray Sapnay Dekhoon
is pyar main koi dhooka hai
tu Naar nahin kuch aur HAi Shaay
warna qu har sammay
Main Teray Sapnay Dekhoon **
nice :)
likan itnay sapnay nahi dekhtay ;)
muj co neend kabe kabe ati hai na… to is lieya itnay dekta hon ![]()
daikhtay raho bhai ... mouft kay sapnay hain
![]()
beautiful:k::k:
Beautiful :k: