Barkhaa Barsay Chaat par, Main Teray sapnay dekhoon
Baraf Girray Parbaat par, Main Teray sapnay dekhoon
Subho ke Neel Pari,MainTeray sapnay dekhoon
Koyal Dhoom Machay,MainTeray sapnay dekhoon
Aay aur Uaar jay,MainTeray sapnay dekhoon
Baghoon main Pattay Mehkein,MainTeray sapnay dekhoon
Shabnam k Mooti Dekhin,MainTeray sapnay dekhoon
is pyar main koui Dhooka hai
Tu Naar nahin Kuch aur hai shay
Warna qu Har Sammy
MainTeray sapnay dekhoon
dekh lo khwab magar Khvaab kaa charcha na karo
log jal jaayenge suuraj kii tamannaa na karo
vaqt kaa kyaa hai kisii pal bhii badal sakataa hai
ho sake tum se to tum mujh pe bharosaa na karo
dekh lo khwab magar Khvaab kaa charcha na karo
log jal jaayenge suuraj kii tamannaa na karo
vaqt kaa kyaa hai kisii pal bhii badal sakataa hai
ho sake tum se to tum mujh pe bharosaa na karo
very nice :k: