Main tari yaad say gafil raha hoon kis kis waqat

Hasab mujah say maray mah o sal poochatay hain
Unhain badaltee rootoon ka hawala deeta hoon
Jo taray tark e wafa ke missal poochtay hain

Rasheed Saqi

:flower1:

Wah..

bahut khoob :k:

Hum bhi kuch khush nahee hain wafa kar ke
Tum ne acha hi kiya jo nibaah na ki

Re: Main tari yaad say gafil raha hoon kis kis waqat

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
**Main tari yaad say gafil raha hoon kis kis waqat
Hasab mujah say maray mah o sal poochatay hain
Unhain badaltee rootoon ka hawala deeta hoon
Jo taray tark e wafa ke missal poochtay hain
*

[/QUOTE]

ye saRi umeR aa'shufdghi maiN raa'eghaN kaR de
usi ko yaad rakha hai jisaY dil se bhulaNa tha
wo jab uhjhal huwa tu hum be apnaY ap se choonkaY
usaY awaaz daini thei usaY wapis bulaNa tha

Re: Re: Main tari yaad say gafil raha hoon kis kis waqat

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *

ye saRi umeR aa'shufdghi maiN raa'eghaN kaR de
usi ko yaad rakha hai jisaY dil se bhulaNa tha
wo jab uhjhal huwa tu hum be apnaY ap se choonkaY
usaY awaaz daini thei usaY wapis bulaNa tha
[/QUOTE]

Dil nay chaha ka tum ko awaz tu doo
Kiya hoo ga agr tum nay jo mur kar na dekha

by Dilsay

Re: Main tari yaad say gafil raha hoon kis kis waqat

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
**Main tari yaad say gafil raha hoon kis kis waqat
Hasab mujah say maray mah o sal poochatay hain
Unhain badaltee rootoon ka hawala deeta hoon
Jo taray tark e wafa ke missal poochtay hain
*

Rasheed Saqi
[/QUOTE]

Rasheed saqi haiiiiiiiii kia yaad dila dia :(

:k: good one

beautiful :k::k: