Zamil
1
GHAZAL
Main samandaron ka mizaaj hoon, abhi us nadi ko pata nahi
Sabhi nadiyaan mujh se milee(n) magar main kisi se ja k mila nahi
Mere dil ki simt na dekh tu kisi or ka ye muqaam hai
Yahaan uski yaadein muqeem hain ye kisi ko main ne dia nahi
Mujhe dekh k na jhuka nazar, Na kivaarr dil k tu band kar
Tere ghar main aaunga kis tarha k main aadmi hoon hawa nahi
Mere dil ko khushbu se bhar gaya wo qareeb se yoon guzar gaya
Wo meri nazar mein to phool hai usey kya laga main pata nahi
(Poet: unknown)
Amal
2
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,…
Amazing, amazing stuff :k: … thanx a lot for sharing this beauty with us 
Zamil
3
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,…
Thanx alottt for liking… :k:
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,…
Yeh Ap ab tak ki asoy hoy Mahal main thy ju bycharon ky posts ka reply ab ho rha hy
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
Very nice stuff....thnx for sharing with us...!
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,…
very nice :k:
IS
7
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
Bohat Khoob :-)
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,…
very very very nice…:k:
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
nice
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
Mere dil ko khushbu se bhar gaya wo qareeb se yoon guzar gaya
Wo meri nazar mein to phool hai usey kya laga main pata nahi
Wah!
P_G
11
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
good one
Zamil
12
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
Pasandeedgi k liye tamaam dostoN ka bohat bohat shukria :)
n
GN!
Deir aayad durust aayad... ;)
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
Very Nice...........
Sannan
14
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
cool stuff ......
fghd
15
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,…
Bohut KhooB :k: Very deep .. Love it!
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
Beautiful!!! thx for sharing Zamil!!
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
arayy mammmuuu wahhhh
reet
18
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,...
**Mujhe dekh k na jhuka nazar, Na kivaarr dil k tu band kar
Tere ghar main aaunga kis tarha k main aadmi hoon hawa nahi
Mere dil ko khushbu se bhar gaya wo qareeb se yoon guzar gaya
Wo meri nazar mein to phool hai usey kya laga main pata nahi**
lovely sharing.......thnx.......Zamil
Zamil
19
Re: Main Samandaron Ka Mizaaj Hoon,…
Tamaam DostoN ka Bohat Bohat Shukria… :k:
Khush Rahiye… 