Main Samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir

Re: Main Samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir

aakhri 2 shehr nahin parhay gye
jo parh saka hon wo boht umda hai:k:

Main Samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir

Last 4 lines parhee nahi ja rahi :confused:

Re: Main Samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir

same problem with me

Re: Main Samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir

pehle aap log apni ainak dhoondo.. agar affaqa na ho to phir Roman main paRh lo:

Main samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir
tu chale kohsaar se phir misl e aab e ju mere liye

Main hawa ke dosh pe uR jaon rishte toR kar
Shehr main ho tu pareshan ku ba ku mere liye

Re: Main Samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir

Bohat Umdah.......Same here

Re: Main Samandar ki tarah khamosh bethoon muntazir

:k:

wah wah boht khoob