Main raat hoon to kisi chaand sy ujhaal mujhy

Kaha nahi tha kay be faiz hun na paal mujhey,
*Ab apney Ap sey ay merey ghar nikal mujhey,

Main kuch dino me zameen pey qadam jama longa,
*Ukhar gya hun jaron sey zara sambhal mujhey,

Bhanwar bhanwar me koi ankh ghorti hai mujhey,
*Pakarney dorta hai paniyon ka jaal mujhey,

Kahien main teri hadon sey dor na ho jaon,
*Tu bar bar fiza me na yon uchaal mujhey,

Dey asman mujhey agar to soraj hun,
Main rat hun tu kisi chand se ujaal mujhey…!!!

Re: Main raat hoon to kisi chaand sy ujhaal mujhy

:hmmm: