pktun
1
**Maqrooz k bigray huway haalaat ki manind
Majboor k honton pay sawalaat ki manind
Dil ka teri chahat main ajab haal huwa hai
Selaab sy barbaad makanaat ki manind
Main un main bhataktay huway jugnu ki tarha hun
Us shakhs ki aankhein hain kisi raat ki manind
Dil roz sajata hun main dulhan ki tarha sey
Ghum roz chalay aatay hain baraat ki manind
Ab ye b nahi yaad k kiya naam tha uska
Jis shakhs ko manga tha manajaat ki maanind
Kis darja muqaddas hai teray qurb ki khawhish
Masoom sey bachay k khyalaat ki manind
Us shakhs sey milna Mohsin mera mumkin he nahi hai
Main pyaas ka sehra hoon wo barsaat ki manind**
Re: Main Pyaas Ka Sehra Hoon Wo Barsaat Ki Manind
Maqrooz k bigray huway haalaat ki manind
Majboor k honton pay sawalaat ki manind
Dil ka teri chahat main ajab haal huwa hai
Selaab sy barbaad makanaat ki manind
*Main un main bhataktay huway jugnu ki tarha hun*
*Us shakhs ki aankhein hain kisi raat ki manind*
*Dil roz sajata hun main dulhan ki tarha sey*
*Ghum roz chalay aatay hain baraat ki manind*
Ab ye b nahi yaad k kiya naam tha uska
Jis shakhs ko manga tha manajaat ki maanind
Kis darja muqaddas hai teray qurb ki khawhish
Masoom sey bachay k khyalaat ki manind
Us shakhs sey milna Mohsin mera mumkin he nahi hai
Main pyaas ka sehra hoon wo barsaat ki manind
Wah wah! Bohat khoob. He must have been pktun? ;)
It seems if
Us shakhs sey milna Mohsin mera mumkin he nahi hai
was as
Us Shakhs Se Milna Mera Mumkin Nahin Mohsin
then it would have been more balanced.
Re: Main Pyaas Ka Sehra Hoon Wo Barsaat Ki Manind
:k:
UZ
4
Re: Main Pyaas Ka Sehra Hoon Wo Barsaat Ki Manind
Very nice :k:
pktun
5
Re: Main Pyaas Ka Sehra Hoon Wo Barsaat Ki Manind
thnx all 
n thnx diwana , i fink u r right