jo bhii ghar se jaataa hai
ye kah kar hii jaataa hai
“dekho, mujh ko bhuul na jaanaa
maiN phir lauT ke aauuNgaa
dil ko acche lagne vaale
laakhoN tuhfe laauuNgaa
naye naye logN kii baateN
aa kar tumheN sunaauuNgaa”
lekin aaNkheN thak jaatii haiN
vo vaapis nahiiN aataa hai
log bahut haiN aur vo akelaa
un meN gum ho jaataa hai
Re: maiN phir lauT ke aauuNgaa..
niceeeeeeeee
Re: maiN phir lauT ke aauuNgaa..
aww dats sad :(
Re: maiN phir lauT ke aauuNgaa..
Neha tum nay apna nick change kar lia hay kia ![]()
Aab apna AVI bhi change kar he lo :aq:
Re: maiN phir lauT ke aauuNgaa..
Good One Neha …:k:
Re: maiN phir lauT ke aauuNgaa..
Bahut khoob …:k: